"chaand ko zameen par laane ki zidd thi,
hume unhe apna banane ki zidd thi,
jis raah par laakhon ghar barbad hue,
hume bhi wahi raah apnane ki zidd thi,
achcha hua ki wo pahle hi bewafa ho gaye,
warna unhe paane he liye zamana jalaane ka zidd thi"

0 Comments:

Share |