Zara thehro…..!
Chalay jana…..!

Mujhy kuch tum se kehna hai,

Boht waqt nahi laina,

Mukhtasir si bat krni hai,

Na dukh apny suna-ny hain,

Na koi faryad krni hai,

Na ye maloom krna hai k halaat kaisy hain,

Tumhary humsafar tumhary sath kaisy hain,

Na ye maloom krna hai k din raat kaisy hain,

Mujhy bs itna he kehna hai, K

Tumhari LIGHT aa gai kya?

hmari to aa gai hai :-D

0 Comments:

Share |