Main kitna tum pay marta hun
Aur kitni mohabat krta hon
Bas ek shikayt hai tum sy
Main jab b perhnay lagta hun
Tum chupky sy aa jati ho
Aur aa ky mujhy behkati ho
Na jany kya samjhati ho?
Aur apny paas bulati ho
Ye soch zara Aey meri jaan!
Kuch kaam b hain is duniya kay,
Har wakt ki chahat theek nahi
Aghosh teri to phir bi sahi
Lekin ye wakt hai perhny ka
Ja ja muje kuch krne dy
Aey NEEND…!
Mujhe kuch parhnay
0 Comments:
Post a Comment